“Qayamat Ka Din aur Namaaye Aamaal — Jab Har Amal Samne Laaya Jaye Ga | Urdu Translation”

1 month ago
42

Namaaye Aamaal… woh din jab insaan ke saare ache bure aamaal uske saamne khol diye jayenge.
Is video mein aap sirf Quran ka Urdu tarjuma sunenge — saaf, seedha aur dil ko hila dene wala paigham.
Har musalmaan ke liye yaad-dihani ke tor par ek chhota lekin gehra clip.
Aakhir hum apna namaaye aamaal kis shakal mein paayenge?

👉 Video ko end tak dekhein, share karein aur kisi ek ko hidayat ka zariya ban jaye.
Allah hum sab par reham farmaye. Aameen. 🌙
#NamaayeAamaal #Qayamat #QuranTranslation #UrduTarjuma #IslamicVideo #Akhirat #Deen #Reminder #RumbleIslamic #Quran

Loading comments...